People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 10 *

Hari Darshanki Pyaasi
Music: Devotional
Lyricist: St. Surdas
Album: Hari Darshan
Tag: other
Video:
Hari darshan ki pyaasi,
akhiyan hari darshan ki pyaasi,
dekhyo chaahat kamal nayan ko,
nisdin rehet udaasi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.

Kesar tilak motin ki mala,
vrindavan ke vaasi,
neh lagaaye tyaag gaye trinsam,
daal gye gal phaansi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.

Kaahu ke man ki ko jaanat,
logan ke man haasi,
surdas prabhu tumhre daras bin,
leho karwat kashi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.
Hari Darshanki Pyaasi
Music: Devotional
Lyricist: St. Surdas
Album: Hari Darshan
Audio:
Hari darshan ki pyaasi,
akhiyan hari darshan ki pyaasi,
dekhyo chaahat kamal nayan ko,
nisdin rehet udaasi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.

Kesar tilak motin ki mala,
vrindavan ke vaasi,
neh lagaaye tyaag gaye trinsam,
daal gye gal phaansi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.

Kaahu ke man ki ko jaanat,
logan ke man haasi,
surdas prabhu tumhre daras bin,
leho karwat kashi.
akhiyan hari darshan ki pyaasi.
Karo Hari Darshan-1
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Karo-Hari-Darsha
ek bhakt ki bhakti ne dekho
prithvi par swarg utar liya
bhagwan wahi karte hai yaha
jo man me unhone dhar liya
kitni hi baar dayanidhi ne
kitni hi baar dayanidhi ne
sansar ko aake ubar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan

ab tak leela wa ki dekho
prabhu brahman ki jhanki dekho
brahman ne bali ki pariksha li
bhagwan hokar bhi bhiksha li
phir dattare avtaar hua
sare jag ka udhar hua
mata ansuya dhnay huyi
mata ansuya dhnay huyi
satiyo me sati ananay huyi
satiyo me sati ananay huyi

jab jag me paap prachand badha
anyay badha pakhand badha
tab karne ko leela lalaam
prakate prithvi pe prashuram
prabhu prashuram
ikkis baar shatriy maare
kar diye nashat paapi sare

phir treta me prabhu ram huye
unke dwara kai kaam huye
hanuman unpe aashakt huye
raghupati ke anupam bhakt huye
sita apman ka badla ram ne
jakar sagar paar liya
jakar sagar paar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan

phir rishav dev avtaar huye
ye mukti ke aadhar huye
inko tum tirthan kar jano
tribhuvan ke mangal gar mano
phir dwapar me nandlala janme
bas gaye wo jan jan ke man me
duniya ko inhi ne di geeta
aur karam yog se jag jeeta
phir jag me vedvyas aaye
bhandar gyan ka munivar laye
mahabharat aur bhagwat rachi
jan sadaran ko bahut jachi
jan sadaran ko bahut jachi
phir sudh budh avtaar huye
darshan se mugdh sansar hua
wo shanti dut bankar aaye aur
mantr ahinsa ka laye
ab ant me kalki janmenge, janmenge
dushto se wo badla lenge, badla lenge
kalyug badlega satyug me
sansar jeeyega navyug me
manav ke liye nij maathe pe
har yug me hari ne bhar liya
har yug me hari ne bhar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan
hari darshan hari darshan
Hari Hai Hazar Haath Wala
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Apna-Hari-Hai-Ha
mai kahta danke ki chot par mai kahta danke ki chot par
dhayan se sunio lala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
kya kahna samrath sayi ka kya kahna samrath sayi ka
kya se kya kar dala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
kon batore kankar pathar kon batore kankar pathar
jab ho hath me hira jab ho hath me hira
kanchan sada rahega kanchan kanchan sada rahega kanchan

or kadhir kadhira or kadhir kadhira sach ke jhut ka nikla
sach ke jhut ka nikala har dam diwala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala
mai kahta danke ki chot par dhyan se sunio lala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala
o koi jhuka nahi sakta jag me koi jhuka nahi sakta jag me
apne prabhu ka jhanda apne prabhu ka jhanda
jo usko chhedega uske jo usko chhedega uske sir pe padega danda
sir pe padega danda yugo se yugo se is dharti par

uski ka hai bol bala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
mai kahta danke ki chot par dhyan se sunio lala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala vo din dayala hai rakhvala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala hai rakhvala
kya marega marne vala kya marega marne vala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
Jai Jai Narayan(Female)
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Jai-Jai-Narayan-
jai narayan swaami narayan
jai narayan

jai jai narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima, teri mahima
teri mahima prbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari

alakh niranjan bhav bhay bandan
jan man ranjan data
jan man ranjan data
hume saran de apne chran me
kar nirbhaye jag data
kar nirbhaye jag data
tune lakho ki nayia taari taari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari

prabhu ke naam ka paras jo chhu le
vo ho jaye sona, vo ho jaye sona
do aksar ka shabad hari hai
lekin bada salona
lekin bada salona
isne sankat taale bhari bhari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari

teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima parbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
Idhar Bhi Ishwar
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Idhar-Bhi-Ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha kidhar nahi hai
re bhakto parmeshwar jai hari jai shri hari
jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari

sath rahe par hath na aave chanchal bada vidhata ho ji
ho chanchal bada vidhata ho chanchal bada vidhata
sab ko khilona samjh khiladi pal pal nach nachata ho ji
hoye pal pal nach nachata hoye pal pal nach nachata
arey bada ajab hai uska chakkar mat lena bhai takkar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar

bhule bhatke jagat ke logo prabhu sharan me jao ho ji
hoye parbhu sharan me jao ho hoye parbhu sharan me jao
nadi ke kinare khade khade mat pyas pyas chilao ho ji
mat pyas pyas chilao mat pyas pyas chilao
udi ja rahi umar ki chhidiya dekho farar farar far
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha idhar nahi hai rey bhakto paremeshwar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari
jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
Shraddha Rakho
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Maarnewala-Hai-B
shrdha rakho jagat ke logo apne dina nath me
hamari jiwan martyu ab uske haat me
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
bal na baka ho saka uska jiska rakshak nihal
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan

tyag do rey khali phal ki asha svarth bina parit jodo
kal kya hoga iski chinta jagat pita par chhod o
kya honi hai kya anhoni kya honi hai kya anhoni
sab ka usko gayan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan jal thal aagan akash pawan par
keval uski sata keval uski satta jal thal aagan akash pawan par

keval uski sata parbhu ichha ke bin
yaha hil na sake ek patta hil na sake ek patta
usi ka socha yaha pe hoga usi ka socha yaha pe hoga
uski shkati mahan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
bhagwan dayavan bhagwan dayavan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Karo Hari Darshan
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Karo-Hari-Darsha
kitni hi bar daya nidhi ne
kitni hi bar daya nidhi ne
sansar ko aake ubhar liya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan

ye kahani bhaynkar kaal ki hai
parachin karodo saal ki hai
shankhasur naam ka tha danav
use darte the sur manav
rakash tha bada vikat bal me
vedo ko chura ke ghusa jal me
fir parbhu mne machhay roop dhara
papi shankhasur ko mara
papi shankhasur ko mara
ye amrit manthan ki hai katha
sur asuro ne sagar ko matha
sur asuro ne sagar ko matha
dubne laga parvat jal me
khalbali machi bhumandal me
tab hari ne kuram avtar liya
mandhrachal peeth pe dhar liya
hari ki lila hai ajab logo
dekho ab drisaye gajab logo

o dhan van tarijan me samandar se
amrit le aaye vo andar se
amrit ke liye danav jhagade
par parbhu nikale sabse tagde
parbhu bane sundar nari
mohini naam ki sukumari
jab matak matak mohini doli
daitayo ki band hui boli
asuro ka aasan hila diya
devo ko amrit pila diya

fir parbhu ka prithu avtar hua
unse dharti ka sudhar hua
sab niyam dharam ko theek kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
jan jan ka man nirbhik kiya

ab suno bhagat dhruv ki gatha
bhagwan ko jhuka lo sab matha
jab dhruv ne hari darshan paye
tab uske lochan bhar aaye
ek baal bhagat ne nirakaar
naarayan ko saakaar kiya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan

jab garah ne gaj ko pakad liya
uske pairo ko jakad liya
tab chakr parani paidal dhaude
aa kar uske bandhan tode
aur chakr se garah ko sanhara
pal me gajraaj ko uddhara
fir parkat hue nar narayan
the maha tapsavi jag taaran
urvashi bhi dekh virakat hui
apsara bhi hari ki bhaqt hui
tab kaam bhi rasta naap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya

bhaygriv tapasya karta tha
hone ko amar vo marta tha
tab maha maya saakaar hui
var dene ko taiyar hui
danav ne vachan ye ucchare
keval hari hi mujhe mare
hai shish roop hari ne dhara
aur papi rakshas ko mara
aur papi rakshas ko mara

fir hans roop me hari parkate
kalyan hetu shree hari parkate
bhagwan ne sab ko siksha di
pawan bhagati ki deeksha di
fir jag me yaagh bhagwan aaye
prithvi par parivartan laye
sab dev hawan se pushat huye
parani samshat santusat huye
fir parbhu kapil avtaar bane
shrisati ke tanarhar bane
apni mata ko gayan diya
janata ko sankhaye pardan kiya
janata ko sankhaye pardan kiya
fir sankadik avtar hue
vastav me balak char hue
mat socho vo keval balak the
bade dhram karam ke palak
jai vijai ko dekar shrap
baal bhgwaan ne jag ko taar diya

jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
Suno Re Pyare BHai
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Prabhu-Ke-Bharos
suno re pyare bhai ho o ho o suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi

panch tatav se bani ye kothariya
jiska naam hai kaya o jiska naam hai kaya
ho har ek jiv rahe is ghar me
dekar sans kiraya o ho dekar sans kiraya
jab lutjayegi jab lutjayegi sans ki punji
pachhtao ge anadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi

jisko hum tum kahte hai duniya
vo ek darsan mela vo ek darsan mela
ek din aisa aata yaha re
jab udta hans akela jab udta hans akela
bhakati ke rang me bhakati ke rang me rang lo re jiwan
yahi hai mukati ki nadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi

suno rey pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
Jai Jai Narayan
Lyricist: Kavi Pradeep
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Jai-Jai-Narayan-
jai narayan
jai jai narayan narayan
jai narayan narayan
jai narayan swaami narayan
jai narayan

jai jai narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima prbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari

humne dekha to yahi laga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
man me socha to ye jana
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
hum tujhpe jaye vari vari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari

jai narayan hari hari
swami narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari